Bacchpan Read Count : 89

Category : Poems

Sub Category : N/A
Bada pyaara ha bachpan 
Yaddo se bara ha bachpan
Kuch khatti ,kuch meethi
Yaddo se bara ha bachpan
Bada zaad aata ha bachpan ke din
Bachpan bada pyaara lagta ha har din
Yaad aata hi dil kush ho jata ha
Kisi sapno ki bandiyo me kho jata ha dil
Bada yaad aata ha bachpan ke din

Comments

  • very nice

    Mar 20, 2023

Log Out?

Are you sure you want to log out?