
Mohabat Kyu Na Karun !
Read Count : 167
Category : Poems
Sub Category : N/A
Ek kahani hai dho dilon ki,sachi mohabat kare khudrati nigah ki
Woh kehta hai ki mohabat hame zindagi deta hai,phir na janey kyu aksar aisay hota hai
"Wadey udar b thay
Wahi wadey edar thay
Phir mohabat ne kiya rahe faisala" 💟
Phir awaz aayi kidar kashti ki,dil ne kaha
"Samandar unka b tha
Wahi samandar apna tha
Lehron ki talab mei nikali zindagi hamari"
Abi bhaki hai zindagi milneki
"Intezar unka b tha
Wahi intezar hamara tha
Hue karib itne, bechad-e na kabi"😘
.
.
.
.
.
Mohabbat baatna farishton ki sunnat hai,mei b uss kaam mei nikala hua bashar hu
- Ali☮💟
Comments
- No Comments

