KHOOSNASEEB HU MAIN. Read Count : 138

Category : Poems

Sub Category : N/A

Shuru hua wo kissa jo na kabhi khatam ho. Asa pyaar ha tumse jo shayad kabhi mukammal na ho.


Lekin koi bat nhi ma yeh sab soch ke kabhi murjhaya nhi karta hu.Lekin koi bat nhi ma yeh sab soch ke kabhi murjhaya nhi karta hu.


Kyu ki mujhe malum ha. Ma jab bhi sota hu mere sirhaane roj raat tumhe pata hu.


Kaafi khudgarj lagta ha mujhe yeh sard mausam kabhi kabhi toh sahan nhi jata 

Kaafi khudgarj lagta ha mujhe yeh sard mausam kabhi kabhi toh sahan nhi jata.


Par fir bhi bohat khoosnaseeb hu main kyu ki aaj bhi tumhari yaadein mujhse bhulaya nhi jata.


Yaad ha wo jhute wadein jhute promises jinko sunke ma khusi se jhum utha karta tha.

Mujhe kaha tha wo khayal ki yehi batein  mujhe rula de sakta tha.


kyu ki aaj bhi mujhe wo batein sach laga karti ha.

Kyu ki aaj bhi mujhe wo batein sach laga karti ha.

Kyu ki wo batein hi toh ha jo mujhe abhi bhi jinda rakkha karti ha. 


Yaad ha wo har conversation ke baad tumhe khudse i love u i love u bulwana.

Yaad ha wo har conversation ke baad tumhe khudse i love u i love u bulwana.


Bura toh mujhe lagta tha par kya karu.

Dil toh bhola ha na.

Tum bhool gayi.....

Tum bhool gayi.......

Bolke dil ko mana lia karta tha 


Har din kahin chale bolu toh kabhi mummy kabhi dii aa jati thi rastein.

Har din kahin chale bolu toh kabhi mummy kabhi dii aa jati thi rastein.


Mujhe tha nhi yeh khayal ki ek akela ma hi tha jo marta tha tumhare saath waqt gujarne ke waastein..


Ab bhi yaad aata ha wo sard me subha 6 baje uthke bhaagna aur tumhe dhundna ki kahi tum cllg chali toh nhi gayi..

Ab bhi yaad aata ha wo sard me subha 6 baje uthke bhaagna aur tumhe dhundna ki kahi tum cllg chali toh nhi gayi..


Par fir bhi khoosnaseeb hu ma chalo ab bhi wo sab yaad aane ke wajah se mere chere pe wo haseen muskaan reh gayi...

Par fir bhi khoosnaseeb hu ma chalo ab bhi wo sab yaad aane ke wajah se mere chere pe wo haseen muskaa. Reh gayi...


Kya pata akhri paraon jo tumhara baaki ha usse aage barne ke baad tum kaha ma kaha..

Kya pata akhri paraon jo tumhara baaki ha usse aage barne ke baad tum kaha ma kaha..


Tum shayad bohat dur chali jao

Aur ma jindagi bhar ke lie tham jau yha ka yha.....


Kisi din fon karunga aur paunga tumhe ghar bache and family samhaltein hue..

Kisi din fon karunga aur paunga tumhe ghar bache and family samhaltein hue..


Par fir bhi mann chota nhi karunga aur khabar lete raha karunga kisi galli ya kisi mohalle me do peg lagate hue.......



                           -THE ONE SIDED LOVER

Comments

  • Amazing 👌

    Nov 29, 2018

  • Suman Kar

    Suman Kar

    thnk u bro its what i hv gone thru... in real life

    Nov 29, 2018

Log Out?

Are you sure you want to log out?