Raja Ayegaa Rani Ke Pass Read Count : 122

Category : Stories

Sub Category : Historical Fiction

Ek Raja tha or Rani Bhi o Bohat achhe Fri the Bachapan se Par o Rani Bohat Ghusaa wali thi use Bohat Ghusaa ata tha or Raja Rani ko bacha se hi like karta tha Par kabhi Bhi Rani ko bol nahi Pata tha or Rani Bhi kabhi Raja ke pyarr ke samj nahi pati.... Is karan Raja ko Rani ka Ghusaa Bhi ata tha Par Rani Chhoti thi yarr... Ek din Rani ke papa NE Rani ko bola Liya apne pass or Rani apne education ke liye apne Ghar chali gai.... Raja ko education me koi instead nahi thaa to Raja apne bigad huye Fri ke satha Reh Kar bigad gaya tha to Raja ke mom NE apne papa ke Ghar bhej diyaa ab Raja Rani apne education  karne Laga tha Sab life me achhe Shur tha un ke ab vo dono bade Ho Gaye the or Rani ke papa NE Rani ko bola ki ab Tera ageka education apne mama ke Ghar pe kar le to Rani apne mama ke Ghar chali gai..... 

          Ek din Rani apne Fri ke satha bahar Ja rahi thi Rani ke Fri ka nam arohi tha o dono ja rahi thi....  Us din Rani Bohat khusha thi... Us NE Kadhi Bhi Socha nahi tha ki ab Fir se use apnaa Raja MIL jaye gaa...  O taste se jate jate Rani ko Raja Dikha Rani ne Raja ko Avaj diyaa..... Par Raja us din busy tha to Rani arohi ko chhodne chali gai....  Usi din Raja Rani ke Ghar gayaa to unki kucha bat Bhi nahi hui qki Rani ko study ke liye Jana tha. Raja Rani ke Ghar Roj araa tha Par unki mulakat hui nahi... Fir ek din ayaa Yesa ki unone bate ki o Raja Rani ke karib Ane laga Raja Rani ko sham me bat karne Laga koi festival hotaa to Raja Rani ke Ghar ataa tha Rani Bhi us ke Ghar Jane Lagi thi... Bohat Achha Chal raha tha.... 

         Raja NE Rani ko apna feacbook account diyaa tha Fir Raja Rani fb pe hi bate karne lage the Raja ne Rani ko fb pe hi purpose kiya or Rani Bhi Raja ko bachpan Se Chhahti thi to Rani ne Raja ko yes bola...  Us din Raja dusare gav gaya tha... Raja Rani or Bhi close Ane lage the ab Rani Raja ko Bohat Pasad karne Lagi thi... Rat ko call pe bat karnaa.. Bday ko rat ko call karnaa Sab Jese  ek love story me hota he Yese...  Raja ka Fri tha saddy vo Rani ke Fri ko Bohat Pasad karta tha or Ye bat Raja NE Rani ko boli to Rani ne apne Fri ko arohi ko bola to arohi kisi or ko like karti thi... Ye bat Rani ne sanddy ko boli Par Rani or sanddy Bohat achhe Fri ban Gaye the to Rani ne sanddy ko or arohi ko Milne ke liye har Koshi ki or o kamyab ho gai sanddy ke gadi me Lang drive Jana Milnaa Jada hone lagaa o  Charo ab Bohat achhe Fri ban Gaye the Sab kucha Thik hogaa tha Fir sanddy ki kucha Yesi sachhi Raja ko Pata chali gai thi to Raja NE Rani ko bol Di o bat or Rani Bohat Ghuse wali thi to Rani ne apne Fri arohi ko bola ki Tera bf Yesa he o bat arohi ko achhi nahi Lagi or us NE sanddy ko bol diyaa... Is se Rani ke satha bohat zagda Bhi kiya tha... Par Rani ne apne Fri ko bachha ne ke liye har Koshi ki par Rani na kamigab Ho gai to Rani ne un Sab se contact tod diyaa...  

        Ab Raja or Rani kusha rakhne lage the par Rani ne sanddy ki  sachhi duniya ke samne lane ki Koshi ki is karn Raja ko us ki Saja Milne Lagi thi Rani ko Ye bardasha nahi huvaa to Rani ne us ki vatt Laga ne ki Sochhi par Raja ko Pata tha ki Rani ko bol Ghusaa ata he or Rani ka Ghusaa Raja hi kam kar saktaa tha... Fir Raja or Rani ne sab se contact tod diyaa tha.... 

       Rani ki exam pass aa gai thi ab Rani ko exam deke us ke Ghar Jane the Raja or Rani kabhi Bhi bat kiye binaaa sote nahi the..  Raja Rani bat kar rahe the Raja hamesha boltaa tha ki Rani Chhahe hamri shadi ho yaa Naa Ho par me tuze kabhi Bhi nahi chhodugaa.. Or Tu Kahi pe Bhi ja me tuze Milne auga... Rani bolti Bhi thi Raja me chali gai to tuze or muze bat Bhi nahi karte aye gi Par Raja Rani ko boltaa tha ki bat hogi 2 min hi q Naa par me bat karugaa...  Rani ki exam Ho gai thi Raja Rani ki o shayd akhri mulakat thi us bin Bhi Raja Rani ko bola tha ki me tuze kabhi Bhi chhod ke nahi jaugaa... Raja Rani ko chhodne Bhi aya tha 

    Rani apne Ghar aa gai us din Rani Bohat roi thi use Raja ko khane ka dar tha shyda Rani Ghar AI Par us ka man Raja ke hi pass tha... Raja Rani se bat kam karne Laga tha o Pura change ho gaya tha ek din Raja NE Rani ko call kiya or bol diyaa ki Rani mene Tere se breakup le Liya o sun Kar Rani Bhi boli OK par us ka phone vese hi bad huvaa o Bohat rooi or use sabalne wala Bhi koi nahi tha... Rani ke man me Bohat bure bure khayal Ane lage tab Rani ne us ke bhai ko call kiya or Yesa he bola..  O Bhi Raja ka Fri tha mahi par Rani ne use bhai mana tha or us ke karn Rani khusha rakhne Lagi thi o bolta tha Sab Achha Ho jayegaa Yesa vesa... Par Rani ko Ghusaa aya or Rani ne Raja se baddala nikal ne ka sochha to Rani ne Raja ke bare me sanbby ko Bohat kucha buraa bola or use fasa par Rani Raja se pyarr karti thi Naa khud ne hi fasayaa or khud ne hi Nikala....  Yese Rani ne do bar kiyaa or dono dar Rani ne hi Raja ko nikalaa abhi Bhi Rani Raja se Bohat pyarr karti he Par Raja q Rani ko Zod raha ? Or Rani ko bol raha ki muze carrier karnaa he.... Or Raja NE o Raja NE Rani ko promise kiya o?  Kon he bewafa Raja thi yaa Rani Rani ne use contact toda q ki mere Raja ka nam Kharab Naa Ho Rani Bohat se ladko se bat karne Lagi thi or Raja ko o Pasad nahi ayaa Raja NE Rani ko Bohat tont diyaa is liye Rani ne apne Raja se contact tod diyaa....  

      Ab Rani ke pyarr ka Kay hogaa?  Kay Raja or Rani fir se milege ? Bohat se saval he Raja NE Rani ke satha q kiya Yesa or Raja Rani ko aj Bhi miss karta hogaa....  Q Rani ke satha Yesa huvaa....  Ab pure savalo ka Javab Kay qqq hi rahegaa.....  Kay ayegaa Raja Rani ke pass..... 😢😢😢

Comments

  • Jun 14, 2018

Log Out?

Are you sure you want to log out?