
Ladkiyo Ko Udhne Do
Read Count : 125
Category : Poems
Sub Category : N/A
Ladkiyo k pankh nhi hote par wo udhna chati hai. Unki pechan unke papa ya pati se hoti h par wo apni pechan banana chati hai. Ladkiyo k pankh nhi hote par wo udhna chati hai. Wo sapne pure karna chati hai par rokta hai une samaja,uske niyam, uski jimedariya. Ladkiyo k pankh nhi hote par wo udhna chati hai. Wo independent hona chati hai, apne sapno ko akele pura karna chati hai. Par khuch darinde wo bhi nhi karne dete. Ladkiyo k pankh nhi hote par wo udhna chati hai. Unme kabliya hai udne ki, par udne nhi diya jata. Ladkiyo k pankh nhi hote par wo udhna chati hai. Wo doll si hoti hai par une doll ki tar rhene nhi diya jata. Ladkiyo k pankh nhi hote par wo udhna chati hai. Wo papa ki payari betiya hoti h..gar ki shaan hoti hai.. Ladkiyo k pankh nhi hote par wo udhna chati hai. Wo 2 gar ki izat hoti h.. wo kisi ka maan hoti h.. Ladkiyo k pankh nhi hote par wo udhna chati hai. Hasti h to gar roank ho uthta hai.. Ladkiyo k pankh nhi hote par wo udhna chati hai. Wo n ho to gar sunna ho uthta h... Ladkiyo k pankh nhi hote par wo udhna chati hai. Makan ko gar banati h ladkiya.. Ladkiyo k pankh nhi hote par wo udhna chati hai. Ladkiyo s gar hai or gar s ladkiya. Ladkiyo k pankh nhi hote par wo udhna chati hai. Maa papa ka shara hai ladkiya.. Ladkiyo k pankh nhi hote par wo udhna chati hai. Kyo fark kiya jata hai ladke ladki me..wo hai ussi se hi sab hai.. Ladkiyo k pankh nhi hote par wo udhna chati hai. Ladkiyo k pankh nhi hote par wo udhna chati hai.
Comments
- No Comments